Meri aakhon mein mahobbat ki chamak
aaj bhi hai
Usko mere pyar pe Shak
aaj bhi hai...
Naav mein baith kar dhoye the
usne haath jahaaaan
Poore talaab mein mehandi ki mehak
aaj bhi haiDhire-dhire ye waqt badal jaayega
Is hawa ka rukh bhi palat jaayega....
Hume intezaar hai us pal ka
Jab unki aakhon mein aansu aayega.......
Humne tumhari julphon mein
apni duniya basa li thi..
Aur tu ho ki
Julphen hi katwa li....
Ek din attitude hum bhi dikhaayenge
Jee bhar ke unko hum bhi rulaayenge...
Paidal chal rahe honge vo
Or hum araam se kandho par let ke jaayenge...
No comments:
Post a Comment