It Happens..
Jab-jab dard ka badal chaya
Jab ghum ka saaya lehraaya.
Jab aansu palkon tak aaya..
Jab ye tanha dil ghabraya...
Humne dil ko ye samjhaya...
Ki dil aakhir tu kyu roota hai....
Dunia mein yu hi hota hai........
Ye jo gehra sannta hai
Waqt ne sabhi ko baanta hai..
Thoda ghum hai sabka hissa
Thodi dhoop hai sabka hissa..
Aakh teri bekaar mein num hai
Har pal ek naya mausam hai...
Kyu tu aise pal khota hai
Dil aakhir tu kyu roota hai...........????
No comments:
Post a Comment